Accha Chalta Hun Channa Mereya
Accha Chalta Hun
Duaaon mein yaad rakhna
Mere zikr ka
Zubaan pe suaad rakhna
Acchha chalta hun
Duaaon mein yaad rakhna
Mere zikr ka
Zubaan pe suaad rakhna
Dil ke sandooqon mein
Mere acchhe kaam rakhna
Chitthi taaron mein bhi
Mera tu salaam rakhna
Andhera tera maine le liya
Mera ujla sitara tere naam kiya
Channa mereya mereya
Channa mereya mereya
Channa mereya
Mereya beliya
O piya…
Mehfil mein teri
Hum na rahein jo
Gum toh nahi hai
Gum toh nahi hai
Qisse humare
Nazdeekiyon ke
Kum toh nahin hain
Kum toh nahin hain
Kitni dafa subaha ko meri
Tere aangan mein baithe
Maine shaam kiya
Channa mereya mereya
Channa mereya mereya
Channa mereya
Mereya beliya
O piya…
Tere rukh se apna raasta
Mod ke chala
Chandan hoon main
Apni khushboo
Chhod ke chala…
Man ki maya rakh ke
Tere takiye tale
Bairaagi ka sooti chola
Odh ke chala…

